Posts

Showing posts from January, 2013
HAZRAT ABDULLAH BIN MAS'OOD RADIYALLAHU TA'ALA ANHU SE RIVAYAT HAI KI : "APNE GHARO ME SURAH BAQRAH KI TILAWAT KARO. JIS GHAR ME SURAH BAQRAH PADHI JAYE WAHAN SHAITAN DAKHIL NAHI HOTA" => KANZUL UMMAL => TOHFA E NAJAT PART-9 PAGE-340 JIS GHAR ME JINN KA SAYA HO,GHARWALO KO PARESHAN KARTA HO US GHAR ME SURAH BAQRAH BULAND AAWAZ SE MAKHRAJ KE SATH KUCH DINO TAK TILAWAT KI JAYE INSHA ALLAH US GHAR SE JINN BHAG JAYEGA.
31 states, 1618 languages, 6400 castes, 6 ethnic groups, 29 festivals. 1 Country, proud to be INDIAN. Happy Republic Day to you and your family 💈✴✴✴ 💈⬜🔵⬜ 💈✳✳✳ 💈 💈 💈 💈 💟 💟💟💟 💟💟💟💟💟

Don't take for granted the hand of friendship, Prez tells Pak

Image

Syed Fasihuddin Soharwardi - Eid-e-Milad-un-Nabi He | Qtv Mehfil e Naat ...

Image
JASHN-E-MILADUN- NABI KI KHUSHI MANA-NE KA FAYDA *_♥_♥_♥_♥_♥_♥_♥_♥_♥_**_♥_♥_♥_♥_♥_♥_♥_♥_♥_* Pyare aaqa 'sallalahu ta'ala alayhi wasallam' ki wiladat ki khushi ka izhar karne se abu-lahab ko fayda hua: Huzoor akdas 'sallalahu ta'ala alayhi wasallam' ki wiladat ki khabar jab abu-lahab ki londi sobiya ne usko sunayi, to us waqt abu-lahab ne khush ho kar sobiya ko azad kar diya, fir kai dino tak sobiya ne huzoor 'sallalahu ta'ala alayhi wasallam' ko dudh pilaya... fir jab abu-lahab ko uske marne ke bad hazrat abbas 'radiallahu anhu' ne khwab me dekha, aur puchha ki tera kya hal hai.? Abu-lahab ne kaha "aag me hun, lekin har peer ki rat ko aag me halka-pan hota hai, aur un do ungliyo se pani chusta hun jinke ishare se sobiya ko maine azad kiya tha... (Sahi Bukhari Sharif) Andaza lagaye aap ek kafir jo apne bhatije ki wiladat per khush hoker apni loundi ko azaad kiya tha…, Ham aur aap to aashiq hai aaqa k………, hame moula kya ajr de...
Noorwale Nabi: Huzoor Sallalaho Alayhi Wasallam 1 baar Andhere ghar me tashrif laye ghar roshan ho gaya Hazrate Aaysha ki gumshuda sui bhi mil gayi (Al QOULUL BADIA) Chand Pyare Aaqa ka khilona: Hazrate Halima Radiyallahu Anha farmati hai ke: HUZOOR ka jhula farishto'n ke hilane se hilta tha & chand AAP ki ungli ke isharo'n par harkat karta tha. Humare Aaqa Awwal Wa Aakhir He: Nabi Kareem Sallallahu Alaiyhi Wasallam Ne Farmaya: "Main Us Waqt Bhi NABI Tha Jab Adam Ki Taqleeq Abhi Rooho Jism Ke Marhale Me Thi." (Tirmizi)
•TASHRIF AAWARI• ******************** HIQAYAT:- ********** Huzoor SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Ki Jab Wiladat Sharif Hui! Us Waqt Huzoor Ke Dadajaan Hazrat Abul Muttalib Radi-Allahu-Ta'aala-Anhu Kaaba Sharif Ki Dewaar Ki Taamir May Mashgul The! Abdul Muttalib Farmate Hain Ki Main Kaaba Sharif Ka Tawaaf Ker Raha Tha Ki Achanak Kaaba Sharif Charon Taraf Zhukta Nazar Aaya Aur Fir Makaam-A-Ibrahim May Sazda May Gir Gaya Aur Usme Se Takbir Wa Tahlil Ki Awaazen Aane Lagi! Fir Wo Sidha Khada Hogaya, Isse Awaaz Aayi- "Sab Tarif Us ALLAH Keliye Hain Jisne Mujhe Mohammad SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Ke Sath Maqsus Farmaya!" Fir Arkaan-A-Kaaba Aapas May Ek Dusre Per Salam Bhejne Lage! Hazrat Abdul Muttalib Farmate Hain Ki Main Baab-A-Safa Se Baaher Nikla To Zamin Ki Har Chiz Mujhe Takbir Wa Tahlil May Mashgul Nazar Aayi! Main Unki Awaaz Soon Raha Tha! Fir Yeh Awaaz Suni Ki- "Tumahre Paas Rasool SALLALLAHU-TA'AALA-ALAIHI-WASALLAM Tashrif Le Aay...
Hadith: Qayamat ke din Qabr se sabe pahley main niklunga , jab log Allah ki baargah mein hazir hongey to main unhey basaharat dunga Hazrat Abu Hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu ne farmaya main Aulad Aadam ka sardar hunga Qayamat ke din aur sabse pahley mein Shafa’at karunga aur sabse pahley meri shafaat Qubul hogi Sahih Muslim, Vol 6 , 5940 Anas bin malik Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya ki Qayamat ke din Qabr se sabe pahley main niklunga , jab log Allah ki baargah mein hazir hongey to main unhey basaharat dunga, aur us din Hamd ka jhanda mere haath mein hoga , Ibn-e-Adam mein se Allah ke nazdeek sabse behtar mein hu aur is par mujhe fakhr nahi ( yani ye baat apni badaii ke liye nahi kah raha) Jamia Tirmidhi, Vol 2, 1542 ( Hasan) Abu Hurairah Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Main pahla shaksh hu jiski kabr ki zameen sabse pahley phategi , ...
ﺍﻟﺼﻠﻮﺓ ﻭﺍﻟﺴﻼﻡ ﻋﻠﻴﮏ ﻳﺎ ﺳﻴﺪﯼ ﻳﺎﺭﺳﻮﻝ ﺍﻟﻠﻪ )ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ ﻭﺳﻠﻢ( All Brothers & Sisters *Happy Rabi-ul- Awwal ﺗﻤﺎﻡ ﻋﺎﺷﻘﺎﻥِ ﺭﺳﻮﻝ ﺻﻠّﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﻋﻠﯿﮧ ﻭﺳﻠّﻢ ﮐﻮ ﻣﺎﮦِ ﺭﺑﯿﻊ ﺍﻟﻨﻮﺭ ﺷﺮﯾﻒ ﻣﺒﺎﺭﮎ ﮨﻮ ﻧﺜﺎﺭ ﺗﯿﺮﯼ ﭼﮩﻞ ﭘﮩﻞ ﭘﮧ ﮨﺰﺍﺭﻭﮞ ﻋﯿﺪﯾﮟ ﺭﺑﯿﻊ ﺍﻻﻭﻝ ﺳﻮﺍﮰ ﺍﺑﻠﯿﺲ ﮐﮧ ﺟﮩﺎﮞ ﻣﯿﮟ ﺳﺒﮭﯽ ﺗﻮ ﺧﻮﺷﯿﺎﮞ ﻣﻨﺎ ﺭﮨﮯ ﮨﯿﮟ ﺳﺮﮐﺎﺭ ﮐﯽ ﺁﻣﺪ ﻣﺮﺣﺒﺎ ﺳﺮﮐﺎﺭ ﮐﯽ ﺁﻣﺪ ﻣﺮﺣﺒﺎ ﺳﺮﮐﺎﺭ ﮐﯽ ﺁﻣﺪ ﻣﺮﺣﺒﺎ ﺳﺮﮐﺎﺭ ﮐﯽ ﺁﻣﺪ ﻣﺮﺣﺒﺎ ﺳﺮﮐﺎﺭ ﮐﯽ ﺁﻣﺪ ﻣﺮﺣﺒﺎ ﺳﺮﮐﺎﺭ ﮐﯽ ﺁﻣﺪ ﻣﺮﺣﺒﺎ ﺳﺮﮐﺎﺭ ﮐﯽ ﺁﻣﺪ ﻣﺮﺣﺒﺎ ﺳﺮﮐﺎﺭ ﮐﯽ ﺁﻣﺪ ﻣﺮﺣﺒﺎ ﺳﺮﮐﺎﺭ ﮐﯽ ﺁﻣﺪ ﻣﺮﺣﺒﺎ ﺳﺮﮐﺎﺭ ﮐﯽ ﺁﻣﺪ ﻣﺮﺣﺒﺎ ﺳﺮﮐﺎﺭ ﮐﯽ ﺁﻣﺪ ﻣﺮﺣﺒﺎ ﺳﺮﮐﺎﺭ ﮐﯽ ﺁﻣﺪ ﻣﺮﺣﺒﺎ ﺳﺮﮐﺎﺭ ﮐﯽ ﺁﻣﺪ ﻣﺮﺣﺒﺎ ﺳﺮﮐﺎﺭ ﮐﯽ ﺁﻣﺪ ﻣﺮﺣﺒﺎ ﺳﺮﮐﺎﺭ ﮐﯽ ﺁﻣﺪ ﻣﺮﺣﺒﺎ
جشنِ میلادالنبی صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم اَئمہ و محدثین کی نظر میں : علامہ ابن جوزی بیان المیلاد النبوي صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم میں فرماتے ہیں : ’’مکہ مکرمہ، مدینہ طیبہ، مصر، شام، یمن الغرض شرق تا غرب تمام بلادِ عرب کے باشندے ہمیشہ سے میلادالنبی صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم کی محفلیں منعقد کرتے آئے ہیں۔ وہ ربیع الاول کا چاند دیکھتے تو ان کی خوشی کی انتہا نہ رہتی۔ چنانچہ ذکرِ میلاد پڑھنے اور سننے کا خصوصی اہتمام کرتے اور اس کے باعث بے پناہ اَجر و کامیابی حاصل کرتے رہے ہیں۔‘‘ ابن جوزي، بيان الميلاد النبوي صلي الله عليه وآله وسلم : 58
نہیں ہے عشق مصطفیٰ تو بہانے بناتے کیوں ہو؟ کہتے ہو بدعت یوم نبی تو پھر یوم صحابہ مناتے کیوں ہو؟ ربیع الاول کا مطلب ہے "بہار کا پہلا مہینہ" پھر بھی پوچھتے ہو کے جشن بہاراں مناتے کیوں ہو؟ جس نبی کے لیے رب نے کائنات سجا دی، اسی کی ولادت پہ کہتے ہیں گھروں کو سجاتے کیوں ہو؟ درودوں سلاموں سے مہکیں گی فضائیں اب تو، یہ ہی پہچان اہلسنّت ہے نجدیو گھبراتے کیوں ہو؟ نہیں ہے عشق مصطفیٰ تو بہانے بناتے کیوں ہو؟ صلی الله علیہ وسلم
Hazrat Anas se rivayat hai ki RASOOL ALLAH SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ne irshad farmaya_ insaan jab qabra me dafan kar diya jaata hai aur log mudne lagte hai toh wah inn logo ke juto ki aahat sunta hai (Bukhari Jild-1,Safa-178

Man died in Masjid during prayer Security Cam recorder.mp4

Image
Image
Madni Sarkar Gorup Morbi ( Aj ka Pegham )

Morbi-Gujarat is ceramic wall tiles hub of India.

Image

MADNI sarkar gorup Morbi

Image
Image
Hazrat Abdullah Bin Amr (Raziallahu Anha) Se Riwayat Hai Ki Ek Aadmi Ne Rasoolallah Ki Khidmat Me Haazir Hokar Arz Kiya, ‘Mai Hijrat Ki Bait Karne Ke Liye Aapki Khidmat Me Haazir Hun, Aur Apne Maa-Baap Ko Rote Hue Chhod Kar Aa Gaya Hun’ Rasoolallah Ne Farmaya : Waapas Jaao, Aur Jis Tarah Unhe Rulaaya Hai, Usi Tarah Unhe Hasaao.’ -: (Sunan Nisai, Kitabul Bait, Baab Bait Al Hijra, H 4174)
▀••▄•• جوتے میں پیسے ••▄••▀ کسی یونیورسٹی کاایک نوجوان طالب علم ایک دن اپنے پروفیسر کے ساتھ چہل قدمی کر رہا تھا ۔ پروفیسر اپنی مشفقانہ طبیعت کی وجہ سے تمام طالب علموں میں بہت مقبول تھے ۔ چہل قدمی کرتے ہوئے اچانک ان کی نظر ایک بہت خستہ حال پرانے جوتوں کی جوڑی پر پڑی جو پاس ہی کھیت میں کام کرتے ہوئے غریب کسان کی لگتی تھی طالب علم پروفیسر سے کہنے لگا ، "ایسا کرتے ہیں کہ اس کسان کے ساتھ کچھ دل لگی کرتے ہیں اور اس کے جوتے چھپا دیتے ہیں اور خود بھی ان جھاڑیوں کے پیچھے چھپ جاتے ہیں اور پھردیکھتے ہیں کہ جوتے نہ ملنے پر کسان کیا کرتا ہے"۔ ...پروفیسر نے جواب دیا ، "ہمیں خود کو محظوظ کرنے کے لئے کبھی بھی کسی غریب کے ساتھ مذاق نہیں کرنا چاہئیے ، تم ایک امیر لڑکے ہو اور اس غریب کی وساطت سے تم ایک احسن طریقہ سے محظوظ ہو سکتے ہو ۔ ایسا کرو ان جوتوں کی جوڑی میں پیسوں کا ایک ایک سکہ ڈال دو اور پھر ہم چھپ جاتے ہیں اور دیکھتے ہیں کہ یہ سکے ملنے پر کسان کا کیا رد عمل ہوتا ہے " ۔ لڑکے نے ایسا ہی کیا اور پھر دونوں نزدیک ہی چھپ گئے ۔ غریب کسان اپنا کام ختم کر کے اس جگہ لوٹا جہاں ا...
Rasoolllah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya: “Jo Shaksh (Sachchey Dil Se) Gawahi De Ki Allah Ke Siwa Koi Ibadat Ke Layaq Nahi Aur Muhammad (Sallallahu Alaihay Wasallam) Allah Ke Rasool Hain, Toh Allah Subhanahu Us Par Jahannam Ko Haram Kar Dega.” -: (Sahih Muslim, Vol 1, 142)

Morbi Madni Sarkar Gorup 2011.Part 03

Image

Morbi Madni Sarkar Gorup 2011.Part 02

Image

Morbi Madni Sarkar Gorup 2011.Part 01 ((عرس سید عصمت اللہ شاہ قادری

Image

sufiana kalam, faqeer, Allah wala,

Image
Image

MILAD UN NABI 2011: Mufti Ansar ul Qadri

Image
Nabi-e-Paak SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM Ne Farmaya: “Rahem Kare ALLAH Uss Shaks Par Jo Raat Ko Uth Kar Namaz Padhta Hai, Aur Apni Biwi Ko Namaz Ke Liye Jagata Hai” (Abu Dawood)