Posts

Showing posts from May, 2013
Aj Ka Pegam. ! Har Nakami Ke Bad Kamiyabi Hasil Huati Hai Shrat ye Hai Ke Nakami Ke bad Mayus Nahu,
Aj Ka Pegam. ! Dusmano Ke Darmiyan Bat Chit Estarh Karu Ke agar wea Dust Bhi Banjae To Sharmindh Na Hunapade 
Aj ka pegam ! KHAAS AUR AAM DOST ME ITNA FARK HOTA HAI AAM DOST SIRF TARIF KARTA HAI LEKIN KHAAS.DOST TAARIF K SAATH TANKID BHI KARTA HAI
Jo chate Hua Ke Tumhara Dil Zinda Hujaea To Pokaroooooooo. 📢 أللهم صل على سيدنا و مولانا محمد معدن الجود و الكرم و آله و صحبه و سلم
AJ Ka Pegam ! Agr Tum Galtiyo ko Roakne Ke Liyea Darwaje Bnd Karduge To Sach Bahar Rehjaeaga,
Aj ka Pegam ! HADEES- BESHAQ KISI MUSALMAN KI NAAHAK BE-IZZATI KARNA KABIRA GUNAHO ME SE HAI . [Sunan e Abu Daud J.4 S.353 H.4877] NABI KAREEM SALLALLAHU TA'ALA ALLAIHI WA SALLAM NE FARMAYA: “JO KISI MUSALMAN KO AISI JAGAH ZALIL KARE JAHA US KI IZZAT KI JATI HO,TO ALLAH TA'ALA USKO US JAGAH ZALIL KAREGA JAHA USKO ALLAH TA'ALA KI MADAD KI ZARURAT HOGI" (Abu Dawood, Jild 3, Hadis No-1455) Apne Momin Bhai Ko Agar Nafa Nahi Pahuncha Sakte To Nuqsan Bhi Mat Pahunchao Inhe Khush Nahi Kar Sakte To Ranjida Bhi Mat Karo" Inki Tarif Nahi Kar Sakte To Burayi Bhi Mat Karo (Tambihul Gafilin) HADEES: KISI BE QASOOR MUSALMAN PER TOHMAT LAGANA ASMAN SE BHI ZYADA BHARI GUNAH HAI !!!! [Kanzul Ummal V:3 PG:322 H:8806]
sawal-.Kya Bad Mazhab Ki Iqtida Me Namaz Durust He? jawab- Mafhum e Hadis: "Gustakh Ko Imam Mat Banao" (Abu Dawood J1 H479 P221) ALLAH Kisi Bad Mazhab Ki Namaz, Roza, Zakaat Qubul Nahi Karta (Behiqi) Bad Mazhab Ke Peechey Namaz Parhna Jaiz Nahi (Sharah Fiqh e Akbar P5; Mulla Ali Qari)
AJ Ka Pegam ! Mosibat KI shikayat Mttkaru Eise Khudh Naraj aur Dushmn Khushsh Huata Hai,
💓💓💓Meri Jaan Mera Eiman Ya Rsoolallah💓💓💓 🌹🌹🌹ASSALAT-O-WASSALAM-O-ALAIKA YA RASOOLALLAH🌹🌹🌹 🌷🌷🌷ASSALAT-O-WASSALAM-O-ALAIKA YA RASOOLALLAH🌷🌷🌷 💐💐💐ASSALAT-O-WASSALAM-O-ALAIKA YA RASOOLALLAH💐💐💐
Jume ki Namaz ka Sawab Hazrat Abu Huraira  se riwayat hai ki Nabi (Sallallahu alayhi wasallam) ne irshad farmaya, juma ke din farishte masjid ke darwazay par khade ho jate hai aur masjid mein aane walo ke naam silsilewar apni kitaab mein likhte hai. sabse pahle aane wale ko oont (camel) ki qurbani dene ka sawab likha jata hai. uske baad aane wale shakhs ko gaaye (cow) ki qurbani dene ka sawab, phir bhera (ram) ki qurbani dene ka sawab, uske baad aane wale ko murge (chicken) ki qurmani dene ka sawab aur uske baad wale shakhs ko ande (egg) ki qurbani dene ka sawab likha jata hai. jab imam khutba dene aata hai to farishte kitaab band kar ke khutba sunne lagte hai. (Bukhari, Kitaab 13, Hadees no. 51
(KAL aur AAJ)" Zara ghor se padhna Kal: Log subha Namaz k liye uthte the Aaj: Chai k liye Kal: Log Subha Quran padha karte the Aaj: Akhbar Kal: Log Deen k liye Mehnat karte the Aaj: Daulat k liye Kal: Log ibadat mein Masroof rehte the Aaj: Movies aur Music may Kal: Aurat Ghar ki Zeenat thi Aaj: Bazar ki Kal: Aulad Maa Bap ka kehna maanti thi Aaj: Maa Baap Aulad ka. "Humein apna Aaj Badalna hoga"
Aj Ka Pegam ! Agar koei Tum Se Puchi Moat kiya Hai To Khdu Eishq e Nabi Jis Dil me Nahu Woa Moat Hai ,
કેન્દ્ર સરકારની જાહેર ખબરમાં ત્રિરંગામાં કેસરિયાના બદલે નારંગી નવી દિલ્હી, તા. ૨૧ આપણા રાષ્ટ્રધ્વજના ત્રણ રંગો કેસરી, સફેદ અને લીલો હોવાનું તથ્ય જગજાહેર છે. પણ માહિતી અને પ્રસારણ મંત્રાલય કંઈક જુદો જ મત ધરાવે છે. ભૂતપૂર્વ વડાપ્રધાન રાજીવ ગાંધીની ૨૨મી પુણ્યતિથિ નિમિત્તે ટી.વી.માં જાહેર ખબર આપતી વખતે આ મંત્રાલયને બહુ મોટી ભૂલ કરતાં ત્રિરંગાનો એક રંગ ખોટો દર્શાવ્યો છે. મંત્રાલયે આ જાહેરખબર ભારત નિર્માણ શ્રેણી અંતર્ગત 'સદ્ભાવ-આઈડિયા ઓફ ઈન્ડિયા' નામથી બહાર પડાઈ છે. ભ્રષ્ટાચાર અને મોંઘવારીના શોરબકોર વચ્ચે દબાઈ ગયેલી પોતાની સિદ્ધિઓને ફરીથી યાદ કરાવવા સરકાર ભારત નિર્માણ જાહેરખબર ઝુંબેશ પાછળ કરદાતાઓના ૧૮૦ કરોડ રૃપિયા વાપરી રહી છે. સરકારે ૧ મિનિટ અને ૩૮ સેકન્ડની આ જાહેર ખબરમાં દેશની પ્રજાને સદ્ભાવના ઉદાહરણો આપતા દર્શાવાયા છે. જાહેરખબરના એક ભાગમાં શાળાની છોકરી ત્રિરંગાના ત્રણેય રંગો મારફતે સદ્ભાવનો સંદેશ આપતી નજરે પડે છે. મંત્રાલયે આ જગ્યાએ ભૂલ કરી છે. છોકરી ત્રિરંગાના ત્રણેય રંગો ઓરેન્જ, વ્હાઈટ અને ગ્રીન કહેતી દર્શાવાઈ છે. જ્યારે ત્રિરંગામાં ખરેખર ઓરેન્જ એટલે કે નારંગી નહી પણ સેફરોન એટલે...
AJ KA PEGAM ! Aus Shkhs Ka kiya Hal Hai Jiski Aumar Ghtrahi Hai Lekin  Ghunah Badrahi Hai ,
AJ KA PEGAM  ! Aus Shakhs Se Dusti Karu Jo Nekikari aur Bhual Jai aur Jo Hqq Auspar Hua Ausko Adakari.
AJ Ka Pegam ! Eilm Amal Ke Bager aur Dulat Sharaft Ke Bager Bekar Hia.
AJ Ka Pegam ! Zindgi Banti Nahi Banaei Jati Hai Chiragh Khud Nahi Jllta Balke Jalaya Jata Hai.
Aj ka Pegam ! Hazrat Ali رضي الله عنه farmate hey.. Tamaam Neykiya’n tin bato’n me jamaa kar di gai hey.. 1. Nighah 2. Khamoshi 3. Guftgu
"Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyo K Saath Guzaarna Chahte Ho To Gamzada Logon K Gam Suna Karo Kabhi Dukhi Nahi Rahonge" (Hazrate Ali Radiallah Ta'ala Anhu) DUA
sawal-.Nabi Paak alehisalatuwassalaam Pr Kisi Ne Ta'an Kya, To Ab Ek Aashiq e Rasul Pr Kya Lazim He? jawab- Mujaddid Alf e Saani : Koi Din Me LAAKH Durood Parhta He Magar Huzoor K Mutaliq Ta'an (Gustakhi) Ko Thandey Peat Sun Leta He To Uska Parhna Us K Moo Par Maar Dya Jayega {MAKTOOBAT}
sawal - Kya ANBYA Qabron Me Zinda Hen? jawab -hadees e pak ki rosni may -. Sarkar Alahisalatu Wassalam: BeShak ALLAH Ne Zamin Par Haram Kya K ANBYA K Jismon Ko Khaye Pas ALLAH K NABI Zinda Hen Aur Rizq Dye Jaate Hen {Rawi: Hazrat Abu Dardaa RadiyALLAHu anhu} {Abu Dawood: #1047, Ibne Maja
Aj Ka Pegam ! Farman e Nabi :- jis ko Muslmanu Ka Ghm Nahua Wao Miri Eummat me Se Nahi,

Request to all ashiqaan e rasool (saw) plz plz plz must see !!!

Zakir Naik declared Kafir by Ahle-Sunnat‏ FATWA

Aj ka Pegam ! Kisi admi ko aus KI aoqat Se ziydah duniya miljati hai to logoke sath Auska Brtav Bura Hujata Hai.
AJ Ka pegam ! Einsan Mohabbat keliya hai Aur Maal Estamal keliya hai Bat tab bigadhti hai jab Maal Se Mohabbat kijai aur Einsan Ka Eistamal kiya jaya.
: Aaqalmnd admi Ka pahchan guse Ke vaqt huta hai Aur Gusa Achi Achi Einsan ko bevakof bana deta hai.
: Ae Dustua Zara suachua aj jo Masum bachiyo par Zualam kiya jarha hai Yea Darinde kaha rahte hai. Jis Einsan me Einsaniyt woa Darindah hai. !