Posts

Showing posts from February, 2014

Saiyad Jillani Miya

Aaj Ka Pegam ! Kabhi tm dosron k liye Dil sy dua mang kr dekho, Tmen kbi apny liye dua mngne ki zrurat nai prygi.

Saiyed jillani Miya

Aaj Ka Pegam ! Sirf Paisay Ka Hona Rizq Nahi Hai, Naik Aulaad, Acha Akhlaq, Or Mukhlis Dost Bhi Behtreen Rizq Me Shaamil Hai,
Image

Saiyed Jillani Miya

Aaj Ka Pegam ! Insan Ki Fitrat Hy Wo Kisi Bhi Cheez Ki Sirf 2 Bar Qadar Karta Hy, 1) Milny Sy Pehly, 2) Kho Deny K Bad.

Saiyad jillani Miya

Aaj Ka Pegham ! Dosron ky Dard ko Apna Dard Samjna Hi Insaniat Hai, Warna Apna Dard To Janwar Bhi Mehsoos krta Hai.

Saiyed Jillani Miya

Aaj Ka Pegam ! Zindagi Ko Badalne Me Waqt Nahi Lagta, Lekin Waqt Ko Badlne Me Zindagi Lag Jati Hai.

Saiyed Jillani Miya

@jillani2121: 'TAUBA' Ki Misaal Ghusal Ki Tarah Hai . Jitni Baar Kiya Jaye Rooh Mein 'TAAZGI Or NIKHAAR' Aata Hai.

Hazrat Pir Saiyed Muhmmad Madni Miya Jillani Qadri (Radiallahu anhu)