♥♥ Dua Ki Qubuliyat ♥♥
.
♥ Amirul Muameenin Hazrate Saiyaduna Umar Faruke Aazam
RadiAllaho Ta'ala Anho Ne Farmaya-

♥Dua Asman Wa Zamin Ke Darmiyan Muallak Rahti Hai, Us Me Se Kuch Bhi Uppar Nahi Chadta, Jab Tak Tu Apne Nabi Sallallahu Ta'ala Alahi Wasallam Par Durud
Na Bheje"

♥♥ (Su-Nanutirmizi , Part:2, Pg.No:29, H.No:486)♥♥

♥ Mufassire Shahir Haqimul Ummat Hazrat Mufti Ahmad Yaar Khan Rahmatullah Ta'ala Alayh Is Hadis Ke Tahet Farmate Hai-"Isse Malum Hua (Ki) Durud Dua Ki Qubuliyat Balki Bargahe Ilahi Me Paish Hone Ka Zariya Hai"

♥♥ (Miratul Manazih, Part:2, Pg.No:108) ♥♥
.
♥ Har Ek Nabi Ne Khuda Ko Chaha. . .
.
♥ Khuda Ne Khud MUHAMMAD (Sallalahu Alayhi Wasallam) Ko Chaha. . .
.
♥ Nabi Par Behjte Raho Har Waqt Durud-O-Salam. . .
.
♥ Kyunki Nabi Ne Har Ummati Ko Chaha. . .
.
♥♥ Sallallahu Ta'ala Alahi Wasallam ♥♥

♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥♥

Comments

Popular posts from this blog

تراویح ، رمضان ، Ramzan, Taravih

جس کا کوئی پیر نہیں ، اس کا پیر شیطان ہے کا صحیح مفہوم کیا ہے؟

Hazrat Khwaja Hasan al-Basri rahmatullāhi alaihi :