"2 Baate Imaan ki Alamt hai> Musibat me Sabr karna Aur N'ematon par shukr karna.
2 Baate Sacchi Dosti ki Alamat hai> Pareshani me sath dena Aur
Hairani me neik Mashwera dena.
2 Baat ko mat Bhoolo> Khuda ko Aur Maut ko.
2 Baat ko Ghanimat jano> Maut se pahele zindagi ko Aur Bimari se pahele sahet ko."

Comments

Popular posts from this blog

تراویح ، رمضان ، Ramzan, Taravih

جس کا کوئی پیر نہیں ، اس کا پیر شیطان ہے کا صحیح مفہوم کیا ہے؟

Hazrat Khwaja Hasan al-Basri rahmatullāhi alaihi :